Saturday, May 9, 2009

gem of lines by nusrat sahab

ab toh haathon ki lakeeren(lines) bhi miti jaati hain,
tujhko khokar to mere paas raha kuch bhi nahi,
main toh is vaaste chup hoon ke tamaasha na bane,
tu samajhta hai ki mujhe tujh se gila(complaint) kuch bhi nahi,


sochta hoon ke woh kitne naadan the ,
kya se kya hogaye dekhte dekhte,
maine pathar se jinko banaya sanam,.
woh khuda hogaye dekhte dekhte,





jin pathron ko humne ada ki thi dhadkane,
woh bolne lage to humi par baras pade

No comments: